Paani mei baithe medhak ko dekha hai, Kitni tatparta uski aankho mei dikhti hai, Jaise jal jeevan ki maaya ko samjha wo, Kuchh khoj raha ho jag jal bhraman mei. Kuchh paaya, kuchh khoya aur kuchh sanchit hai, Jogi ke mann mei kuchh bhi naa vichlit hai, Kuchh shaant mukho ko dekhu, kya maaya hai... Jaise ki boondo mei saagar bhar aaya hai.
iam but a tiny soul....always in search of "who am I".....a particle in the sand falling from someone's hand trying to figure "how do i matter"....I am but no one....Iam everything....everyone....I AM MY GOD!
1 comment:
Paani mei baithe medhak ko dekha hai,
Kitni tatparta uski aankho mei dikhti hai,
Jaise jal jeevan ki maaya ko samjha wo,
Kuchh khoj raha ho jag jal bhraman mei.
Kuchh paaya, kuchh khoya aur kuchh sanchit hai,
Jogi ke mann mei kuchh bhi naa vichlit hai,
Kuchh shaant mukho ko dekhu, kya maaya hai...
Jaise ki boondo mei saagar bhar aaya hai.
Post a Comment