Thursday, December 04, 2008

slaughter house

" har taraf har jagah beshumar aadmi, phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
subah se shaam tak bojh dhota hua ,apni hi laash ka khud mazaar aadmi
har taraf bhaagte daudhte raaste, har taraf aadmi ka shikaar aadmi
roz jeeta hua roz marta hua ,har naye din naya intezar aadmi
zindagi ka mukkaddar safar dar safar ,aakhri saans tak bekaraar aadmi"
- a ghazal by Nida Fazli (sung by Jagjit Singh in an album 'Sajda')
Who is to blame.... we are they and they are us....
Anyone can be the next in this carnage of humanity...